URDU
Educator Entry Test Urdu
Mcqs
Meer ki aik Masnavi ka unwaan____hai
khawb o khayal
Baal e jibreel k ibtadaai safhay per sirf aik shaer hai,jisay Allama
Iqbal ne “Bhartar hari se Mansoob kia hai,ye shayir kis daur ka hai? uneesveen
sadi
Khakim ba’dehan mein khaakon ki tadaad? 8
Shab e rafta mein nazmen aur ghazlen___unwaanat k tehat likhi gayi hain.
3
Meer taqi Meer ki shaayiri k kitnay deewan hain? 6
Hafeez k shahnama ki kitni jildain hain? 4
Musaddas mein Haali ne musalmano k____ka ziker kia hai Maazi
Sar e waadi e seena Faiz ka kon sa majmooa hai? 5th
“Ham urdu mizaah k ahd e yousafi mein jee rahay hain” kis ka qaul hai? Dr.Zaheer fateh poori
Sar e waadi e seena mein faiz ki shayiri 1965 se____tak hai. 1971
Ahmad Naseem Qasmi k afsanay____pas manzer ki akkasi kertay hain daihi(rural)
Manzil e shab ka talluq kis sinf se hai? shaayiri
Faiz ki shayiri____shaiyiri hai samaaji
chand ham aser mash’hoor adeebon k____hain khaakay
_____k kalam mein tasavuff,falsafa aur science bhi hai Ghalib
______shaa’ir,afsana nigaar aur naqqad Ahmad
Nadeem Qasmi
_____Bang e dara ki nazm hai taloo
e Islam
Mushtaq Ahmad yousafi ki tanz o mizaah ki____kutab hain 3
Deewan e Ghalib ki pehli ghazal ka matla’a?
Naqsh Faryaadi hai kis ki shokhi e tehreer ka,
kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka
kaaghzi hai pairhan her paikar e tasveer ka
1)Mirza Qutub ud din Aibak nazm_____ ka juzv hai. Shahnama Islam
2)”Baray aalu ka kuch bayan ho jaye”_____ka mazahya mazmoon hai. Mushtaq Ahmad Yousafi
3)”Manzil e shab”_____ka majmooa’e kalam hai. Mukhtar sadiiqui
4)Khalida Adeeb khanam_____ki Umda tehreer hai. Ch.Afzal haq
5)Nazm “Manto” kis shairi majmooa mein hai? Shab e rafta
6)”Haasil na kijye daher se ibrat he kyon na ho”____ka misraa hai Mirza Ghalib
7)Theudor Morison ka ziker____k khakay mein hai. Sir Syed Ahmad khan
8)Heart Attack______ki nazm hai. Faiz
Ahmad faiz
9)Naeem_____ka kirdaar hai. Udaas
naslen
10)_____Aagra mein paida hue aur Delhi mein Mughal darbar se wabasta
rahay.. Mirza Ghalib
11)”Aik Khadim e Khalq ki kahani”_____ki tehreer kerda hai. Ch.Afzal haq
12)Intekhab e kalam e Meer pehli baar kab shaya hua? 1930
13)____1911 mein Sialkot mein paida hue aur lahore mein wafat payi. Faiz Ahmad Faiz
14″Mein he tou ik raaz tha seena e kaainat mein”_____ka misraa hai. Iqbal
15)”be’khudi le gayi kahan ham ko
daer se intezaar hai apna”______ka sher hai Meer taqi Meer
daer se intezaar hai apna”______ka sher hai Meer taqi Meer
16)Prof Sohail____ka kirdaar hai. Raja
Gidh
17)Khawaja Altaf Hussain Haali_____k mushayiron mein shareek hue, Anjuman e Panjab
18)Shibli Naumani ki “Seerat un Nabi” ko ____ne mukammal kia Syed Suleman Nadvi
19)Mah o saal e aashnayi_____ka safarnaama hai. Faiz Ahmad faiz
1)Musaddas k her band mein kitnay misraay hotay hain? 6
2)Patwaari aur Phoolon ki paltann k shaayir kon hain? Majeed Amjad
3)Ch Afzal Haq ki tasneef “Zindagi” ka kis sinf e adab se talluq hai? Tamseel
4)Maulvi Abdul haq ki tasneef chand ham aser mein kia shamil hai? khaakay
5)Giraan khoob cheeni sanbhalnay lagay’ ye misraa Iqbal ki kis nazm mein
shamil hai? Saaqi naama
6)ye
lauh e dil’ye lauh e dil,na is pe koi naqsh hai na is pe koi naam hai,Majeed
Amjad ki kis nazm mein shaamil hai? Autograph
7)Dast e Zulekha kis kitab ka debaacha hai? Khakim Ba’dehan
7)Dast e Zulekha kis kitab ka debaacha hai? Khakim Ba’dehan
8)Ulti ho gayin sab tadbeeren kuch na dawa ne kaam kia’kis shayir ka
misraa hai? Meer Taqi Meer
9)Roshan aagha kis novel ka kirdaar hai? Udas
Naslen
10)Hill station,Professor aur chand tasveer e butaan kis kitab mein
shamil hain? Khakim ba’dehan
11)Shah nama ki sinf shayiri k kis zumray mein aati hai? Rizmiya
12)Khawaja banda nawaz gaisoo daraz ka ziker kis kitab mein hai?
Urdu ki ibtedaai nashonuma mein soofiya e karam ka hissa
Urdu ki ibtedaai nashonuma mein soofiya e karam ka hissa
13)Taareekh e adbiyaat e pak o hind k kisi aik murateb ka naam likhen. Fayyaz Mehmood
14)Taloo e Islam Iqbal k kis majmooye mein shamil hai? Baang e dara
14)Taloo e Islam Iqbal k kis majmooye mein shamil hai? Baang e dara
15)Mayi Taajo Ahmad nadeem Qasmi k kis afsanay ka markazi kirdar hai? Kapas ka phool
16)Manzil e shab kis ki tasneef hai? Mukhtar
Saddique
17)Udas naslen kitnay abwaab per mushtamil hai? 50
18)Khakim ba’dehan mein kitnay khakay aur mazahiye shamil hain? 8
19)Kapas ka phool mein kitnay afsanay shamil hain? 17
20)chand ham aser mein kitnay khaakay shamil hain? 24
Comments